![]() |
Two step verification enable in whatsapp |
Friends Aapka phir se bahut bahut swagat hai hamare blog post me aaj hum bat karenge ki aapne aapne phone ke whatsapp me Two steps Verification kaise enable karte hai.
Two Steps verification whatsapp ka bahut hi important feature hai. friends mai aapko is post mai yai batane wala hu ki Two-step verification kya hota haiaur ise apne whatsapp me kaise enabled karte hai.Uske faide kya hai aur use kaise disable karte hai.Mai aapko step by step batane wala hu ki kaise apno android phone me two steps verification code activate kar sakte hai.Friends two steps verification ke bahut se faide hai.Apne android phone me two steps verification ka use karna bahut hi aasan hai.Aap ise bahut hi aasani se use kar sakte hai.
Aapko is post read kar lene ke bad ye doubt nhi rahegaa ki How to enable Two step verification in WhatsApp in hindi.
Two-steps verification use kyo karen
Friends mai aapko batane wala hu ki two-step verification use kyo karna chahiye.Friends aap ke sath yaisa bahut bar hota hai ki aap apne kisi phone me whatsapp use karte hai. Aur kisi karan aapko us phone se aapna Sim card kisi dusre new phone me lagana hota hai aur usme whatsapp use karna hota hai.To us samay jab aap apna sim card dusre phone me dalte hai tab aapko ek 6 Digit ka code enter karna padta hai uske bad aapka phone number us new phone me verify hota hai .Friends kabhi yaisa bhi hota ki aapka phone chori ho jata hai aur koi dusra aapko phone number se whatsapp use
kar sakte hai Ya aapka Sim card chori ho jata hai to aapke sim card se koi whatsapp use kar sakte hai aur uska galat use kar sakte hai.To isse bachne ke liye aap apne whatsapp me two-steps verification use kar sakte hai.Use jab bhi koi person aapke Sim card ko kisi dusre phone me laga ke whatsapp me verify karta tab usse two-steps verification me save kiye hue 6-Digit ka code enter karna padta hai.
Apne whatsapp me Two-step verification enable kaise karte hai
1. Sabse pahle aapko apne whatsapp me jana hoga.Uske bad Left-Top corner par aapko three Dots dikhai dega aapko uspar click karna hoga.Click karne ke bad aapko kuch option select karne ke liye milege. Aapko Settings par click karna hoga.
2. Settings par click karne ke bad aapko Account ka option milega.Aapko account par click karna hoga.
3. Account par click karne ke bad.Aapko Two-step verification ka option milegaa.Aapko us par click karna hoga.
4. Two-step verification par click karne ke bad aapko enable karne ke liye aayega.Aapko enable par click karna hoga.Enable karne ke bad aapko 6 Digit ka code enter karne hoga. Aap apne anusar
6 digit ka code enter kar lijiye aur aap se email id bhi enter karne ke aayega because aap apne code ko bhul jate hai to reset karne ke liye nhi to aap skip bhi kar sakte hai.
Aapko us code ko yad rakhiye because aapko bhi uska jarurat lag sakta hai.Jab apne sim kisi dusre phone me verifi karte hai.
5. Aapko code aur email enter kar dene ke bad next ke Button par click kar dene ke bad aapko Two-step verification enabled ka message milega.
Whatsapp me Two-step Verification Disable kaise karen
1. Sabse pahle aapko apne whatsapp me jana hoga.Uske bad Left-Top corner par aapko three Dots dikhai dega aapko uspar click karna hoga.Click karne ke bad aapko kuch option select karne ke liye milege. Aapko Settings par click karna hoga.
2. Settings par click karne ke bad aapko Account ka option milega.Aapko account par click karna hoga.
4. Two-step verification par click karne ke bad aapko Disable, Change Pin aur Add email address ka option mil jayegaa .aap apne two step verification ko disable karne ka option mil jayegaa. Aap chahe to aapna two step verification code ko change kar sakte hai aur apne emai address ko bhi add kar sakte hai.
2. Settings par click karne ke bad aapko Account ka option milega.Aapko account par click karna hoga.
3. Account par click karne ke bad.Aapko Two-step verification ka option milegaa.Aapko us par click karna hoga.
4. Two-step verification par click karne ke bad aapko Disable, Change Pin aur Add email address ka option mil jayegaa .aap apne two step verification ko disable karne ka option mil jayegaa. Aap chahe to aapna two step verification code ko change kar sakte hai aur apne emai address ko bhi add kar sakte hai.
![]() |
Friends Mai aap se recommend karungaa ki apne whatsapp me two step verification ko hamesha enable karke rakhiye. Two step verification ko enable karne se aapke phone number se koi whatsapp verify nhi kara payegaa. How to enable Two step verification in whatsapp in hindi
Read This Post:-
Read This Post:-
- HOW TO RANK BLOG OR WEBSITE ON GOOGLE SEARCH
- Top 5 useful websites for students in hindi
- Top 5 servey websites for make money in hindi
Thankyou....
Wah Bhai NIce Article
ReplyDeleteThankyou Irfan bhai
DeleteVerification IPs are generally the reusable software infrastructure and the blocks to reduce the development time 다음드
ReplyDelete