![]() |
Whatsapp UPI Payment features |
Jaise ki friends aap sabhi log jante hai ki whatsapp dunia ka sabse popular messaging aap hai. Jaise ki aapko pata hoga ki whatsapp apne users ke day per day features launch karta ja rha hai.Hal hi whatsapp ne apne users ko group video calling ki suvidha diya hai.Whatsapp ke daily monthly users 1.3 billion hai.jaise ki aap jante honge ki whatsapp group me maximum members ki sankhya 256 hai.
Jo ki pahle 100 thi.jaise ki mai aapko Whatsapp ke naye UPI payment features ke bare me batane wala hu jo ki whatsapp ne india me launch kar diya hai.
Recommended Post-HOW TO CHANGE WHATSAPP NUMBER
HOW TO DOWNLOAD ANY YOUTUBE VIDEOS
Whatsapp ka yah UPI payment features kewal whatsapp ke beta version me launch hai agar aap whatsapp ke beta program ko join kiye hai to aap isko use kar sakte hai. Whatsapp ne apne UPI payment feature ka announcement bahu hi pahle kar diya tha.Whatsapp ke users ko whatsapp UPI payment ka bahut hi besabri se intazar tha.Yah feature kewal kuch selected users ko diya gya hai.Bahut hi jald ise sabhi user ko de diya jayegga.Whatsapp ke UPI payment features ko use karne ke liye aapko apne whatsapp ka new version update karna padega. Whatsapp ka yah features kewal india me launch kiya gya hai.
Read This Post-HOW TO RANK BLOG OR WEBSITE ON GOOGLE SEARCH
HOW TO ENABLE BLOG DISCRIPTION AND META TAG
Whatsapp ke payment features me bahut hi zayada bank ka support diya gya hai.Aap is features ki help se apne money ko kisi dusre ke bank me bade hi aasani se transfer kar sakte hai.
Whatsapp me yah payment features Android and IOS devices me available hai.
Whatsapp ke payment feature ko Whatsapp Payment ke nam se jana jayegaa.Yah features bahut hi helpful hoga jiske help se whatsapp users apna paisa kisi dusre bank me send kar sakte hai.
Whatsapp ka yah UPI payment features ke aane ke bad PayTm ko ko chonauti de sakti hai. Ab ye dekhana hoga ki whatsapp ke payment feature ko kite users use kar rahe hai. Hal hi me google ne apni ek UPI payment application TEZ launch kiya jo ki india me bahut hi zyada popular rahi hai aur TEZ se bahut transaction kiye gya hai. Ab ye dekhana hai ko log whatsapp ki UPI payment features ko kitne log like karte hai.
How to use whatsapp payment
Whatsapp me payment ka option pane ke liye aapko apne whatsapp ka new version update karna padega.Sabse pahle aapko apne whatsapp ko open karne ke bad right top corner par three dots par click karne ke bad setting me jana padegaa.Setting me jane ke bad aapko wahan par aapko payment ka option dikhai dega.Payment tab me hi sabhi banko ki list hogi wahan se aap apne apne anusar payment kar sakte hai. Jaise ki aap apne whatsapp me add contacts ko kai bhi message ,photos video send karte hai waise hi wahan se aapko Payment ka option mil jayegaa uske help se aap payment kar sakte hai.
Wahatsapp ke payment features ko sabhi users ko provide kar diya jayegaa.
Useful info. Lucky me I discovered your websitge unintentionally, and I am stunned why this twist of fate did not came about in advance!
ReplyDeleteI bookmjarked it.